Santa roti ka tukda

Santa roti ka 1 tukda khud kha raha tha aur 1 pass baithi murgi ko khila raha tha...
Banta: "Ye kya kar raha hai?"
Santa- "Chicken ke sath roti kha raha hu.
Shravan chal rahe hain na... 😩