Mujhe naya burkha hona

Begum: Sunoji mujhe naya burkha hona, "Amma Jaan" se mangate kya.

Shohar: Amma Jaan kaiku😟

Begum: Arey, har cheez to "Amma Jaan" ki dukan se hi to mangate ho aap!

Shohar: Teri maaki kirkiri, wo Amma Jaan nahi "Amazon" hai re howlii...🤣😂🤣